Subject: neend me bhi uski yaad kam na hui 2nd April 2010, 00:30
neend me bhi uski yaad kam na hui, bhigna chahti thi palke par nam na hui, isko khamoshi kahe ya bechaini apni, chah kar bhi zindagi in raho me madham na hui
Guest
Guest
Subject: Re: neend me bhi uski yaad kam na hui 2nd April 2010, 15:19
apni parchai se tu parda na kar, ji le nai zindagi yu khud se tu parda na kar, chain to khota hai har ik koi is fiza me, tu khud hi apni zindagi se yu parda na kar.